nadra Complaints - late delivery of form b
nadra
View All nadra Complaints 18 Jan, 2010 By faiza usmanlate delivery of form b
i have submitted the form on 8t jan 10 ...its been 10 days i didnt get the form yet....there was some error in thumb imoression i gave the impression again ....but now again they are telling me that there is error...whose fault is this ....u guyz have already wasted my 10 days ....ihave to leave for dubai on 26 bth jan n its already 18 today.....do deliver it as soon as possible.
Read Comments Add CommentMore nadra complaints
Asslam.o.Allaikum Sir/Madam my name is Amir.I am belong from Sheikhupura.sir mujy bus aik he complaint hai passport office waloon say sir main nay apna passport banwany k liye diya aap ki lahore shimla phadhi k qareeb wali branch main sir mujy wo passport apnay ghariloo haalat ki waja say normal fee say karwana parh gaya aaj sir iss baat ko 2 month guzar gay hain main najanay kitnay chakar aap k office lga chuka hoon par sir passport abhi tak nahi banna aur jab sir humain line main lga letay hain jub humari bari aye toh keh keh detay hain k ap k passport ko bnnay main abhi mazeed aur time darkaar hai pehlay insan itni lambhi kitaar main lgay phir yeh baat sunany ko milay toh mera khiyal hai sir har insan ka ronay ko toh mun karay ga na sir phir woh kehtay bhi hain k urjant ki fee abhi submit karwao kal aa k lay jao kiya aisa bhi hota hai aaj jab main gaya office toh wahan likh kar lgaya gaya tha k 26.02.10 tak jitnay bhi clients hain woh urjant fee pay kar k apna passport lay saktay hain means k passport in k pass majood hain but insan ko bus zaleel karna in ki fitrat main likha hain sir pehlay jatay jab line say zara hat k hum puch lain k bhai iss date tak k passport aa gay hain toh plz btta dain agar nahi toh hum chlay jatay hain agar hain toh hum line main lag jatay hain woh agay say sunna detay hain k line main lago khudi jab bari aye gi toh ptta chal jaye ga sir ab aap imagine krain k 100/115 logon ki line ho toh insan lag bhi jaye line main toh end pay ussay na ka jawab milay toh sir main aap ko btta nahi skta k kiya feelings hoti hain insan ki kiya yehi hain humaray Pakistan k rulz & regulation aik insan gareeb hai woh nahi itni fee afford kar sakta urjant ki woh kahan jaye main puchta hoon k urjant passport bnanay wali machine kiya bahir aye hai jo sirf double fee denay waloon k he passport bnati hai werna nahi,aur normal fee walay ko keh diya jata hai k islamabad main machine main koi funny khurabi ki waja say normal passport humain nahi wasool ho rahay toh phir yeh urjant walay kiya bahir say banwaye ja rahay hain sir plz humain iss zulm say bchaye meri bus aap say itni request hai k aap iss baat pay avoid karnay ki bjaye action lain plzzzzz aur kuch aisa nizaam talab krain k jo expected date tokken pay mention ho uss say chlo 2 din ki takhir ho jaye toh koi baat nahi lakin maheenoo k gap ki maar hum ab aur nahi seh saktay hain yeh sirf meri akelay ki awaz nahi yeh har uss insan ki taraf say request hai k khuddara iss pay kuch ammal drramad krain aik gareeb apni mazdoori chor k roz roz k chakar nahi kaat sakta aur na line main lag k na sun sakta hai plzzzzz yeh aik Sophisticated person nahi bardashat kar skay ga.ok take care God blessings upon u & ur Family(AMEEN)
اسلام علیکم
میرا نام محمد بلال ولد سعید احمد میں اک غریب آدمی ہوں فلڈ کی وجہ سے مکان
ٹوٹ چکا ہے میری اتنی حثیت نہیں کے مکان بنوا سکوں سر میں شادی شدہ اور
چار بچوں کا باپ بھی ہوں سر میرا نام وطن کارڈ کی لسٹ میں نہیںمہربانی کر کے
میرا نام شامل کریں آپکی مہربانی شناختی کارڈ نمبر
3240313998869
