mobilink Complaints - sim card recharge
mobilink
View All mobilink Complaints 10 Feb, 2011 By ishfaq gohersim card recharge
sir may her waqt 123 per card reharge kerta ho ab 10 din say may 123 per jab call kerta ho to os kay bad jo may card recharge kay 14 digat code milata ho to computer mojhay kihta hay kay maf karay
our may nay *123 per try kia hay
mobile number.03059229244
mira masla hall ki jai
goher iahfaq wazir south area
More mobilink complaints
Posted: 11 Feb, 2011 by Yawar
Ishfaq bhai mera khyal hai aap Mobilink waloon ko email kar lain oun ka address hai customercare@mobilink.net, jaisay mainay apko pehlay bataya mai to hamesha oun ko her mamlay kay liay email ya direct call karta hoon 111 pay foran masla haal kar daitay hain
