NADRA Complaints - 2 CNIC of my Husband
NADRA
View All NADRA Complaints 14 May, 2010 By Zainab Khan2 CNIC of my Husband
Sir, Meray 2 bachay hain aur Meray husband pichlay kuch saal say rabtay may nahi hain. Mujhy jagha jagha unki CNIC copy ki zarorat parti hay jo meray pass nahi. May nay nadra may rabta kia to maloom hoa k unho nay 2 CNIC issue kara rakhay hain aur wo block hain. Ab plz bataiay is ka kia hal hay, kisi nay mujhy bola hay k may khud apnay khandan ki sarbarah ban jaon, lakin mujhy kahi say is ka process nahi mil pa raha. To kia aap bata saktay hain k agar may sarbarah banna chaho apnay bacho ki to ya kaisay hoga. Sarbarah bannay k baad kahi mere bhi to 2 CNIC ka problem nahi ho jay ga. Please aisa jawab dijiay ga k meray maslay ka hal nikal jaay.Shukria
Read Comments Add CommentMore nadra complaints
Posted: 19 Oct, 2010 by sarzamin who also agreed with this complaint
pakistan
