nadra Complaints - ABOUT FINE
nadra
View All nadra Complaints 06 Aug, 2010 By tahira jabeenABOUT FINE
AOA. meri mother in law ne id card ke application di thi un ka purana id card khatam ho chuka tha, dafter walay kehtey hain ke aap ke do 2 id card mukhtalif birth date pey baney huwy hain ,wo parhi likhi nahin hain, un ko maloom na tha, ab wo kehtay hain ke 10000 RS jama kerwain to hi card baney ga. wo itni payment nahin ker sekti, is liey un ki help kerain aur un ka fine muaf ker ke un ka id card issue kerain.
thanks
More nadra complaints
Aslamo,Alikom,
sir,mean as waqat DUBAI mean kam karta hon .mera passport renew nahi ho raha DUBAI NADRA waly khty hean k aap k 2 card bany howy hi. lekan mean ny ak card cansal karny k liye phly se darhawst de rakhi hi jis ka numbar (121871)hi .as ko chick kro aur mare madad kro .jis sy maen apny I.D card ko bahal kar sako jis sy mera passport ban jay my I.D card no(346010-119865-1)
hoda ap ka achakary ga.
allah hafiz.
