nadra Complaints - mera aur meray bai ka i d card block hai nadra kehti hai ye aik he banda hai jis
nadra
View All nadra Complaints 08 Jun, 2011 By abdul jabbarmera aur meray bai ka i d card block hai nadra kehti hai ye aik he banda hai jis
aslamoalikam mera nam abdul jabbar hai mien wazirabad mien rehta hon mera bai switzerland mien hota hai 2 saal pehlay wo pakistan aya tha hum sab family passport banany gay they jider aggent nay jo passport office k bahir hotey hai us ney mera unghotha merey bai ke jaga par lagwa diya tha jis ke waja say hum block ho gaye thay mien islamabad office mien giya aur un ko sari bat batai jis par mien nay aik mafi nama likh kar un ko diya ab es waja say mera aur merey bai ka i d card block ho giya objection ye the k hum aik he person hai jis k do i d card hai mien nay apnay nadra center say rabta kiya ono nay humarey mohallay say inqury ke fir document islamabad send kar diye magar aj 2 month honey ko hai magar mera status clear nai ho raha nadra walon nay islamabad ka number diya hai k es par call karien islamabad call karta hon rozana tu wo daily khuch niya sona detey hai mien bohat tang aa chuka hon aik din aik anjan banda mujey aa kar kehta hai 25000 do tu ap ka kam ho jaye ga warna en officon k chakar laga laga kar borey ho jao gay koi jo allah ka banda hai jis ko yaqeen hai k wo aik din mar jaye ga aur allah k samney hazar ho kar jawab day ho ga muje bataye mien kiya karo mera future tabah ho raha hai rishwat day kar kamm karwa lon yan hai koi nabi pak ka banda jo meri bat sonay ga beshak kafero allah sab dekh raha hai
Read Comments Add Comment
